Monday, October 7, 2013

Waqt kaa tukda


तेरा दिया हुआ वक़्त का टुकड़ा आज फिर चल पड़ा है पर मैं उस वक़्त का क्या करू जो तेरे जाने के बाद थम सा गया है घडी की एक एक टिक टिक तेरी मौजदगी का एहसास दिलाती जैसे तेरे जाने के बाद वो वक़्त गुजरा ही नहीं तेरे जाने से पहेले भी  हम यही थे और तेरे जाने के बाद भी ...
आज तेरे से थोड़ी से बेवफाई करने की गुस्ताखी कर  रहे है किसी और को प्यार करने की इजाजतदे रहे है

न मुमकिन ये हम जानते है पर तेरे गम वक़्त को गुजरने की कोशिस केर रहे है वो वक़्त तेरे इंतज़ार में गुजरा अब गुजरेगा मौत के इंतज़ार में लगता है मौत आज कल हम प्यार के नाम पर हंस पड़ते है सबको गुमा हो जाता है की हमने मुह्हबत में एक मुक़ाम हासिल किया हुआ क्या बताये उनको की तेरे इंतज़ार में आंखों से न सोने का वादा लिया हुआ है...............





Sunday, January 22, 2012

Aaj aisa phir kuch hua ki andar tak jhanjhor gaya pata nahi zindgiko kya dushmani hai humse jo lamha diya rula gaya
      Aaj bhaut dino bad likhne baithe hai bhaut dino bad kisi ne jo aina dekhaya haiAaj aisa phir kuch hua ki andar tak jhanjhor gaya pata nahi zindgiko kya dushmani hai humse jo lamha diya rula gaya
      Aaj bhaut dino bad likhne baithe hai bhaut dino bad kisi ne jo aina dekhaya hai
     aaj bhaut dino baad koi paraya yaad aya hai kyuki apno ne aaj apnapan dekhaya hai
     kya kahe kisi ne kyu aisa kiya…….Mere to sapne bhe paraye se lagate hai kyuki    paraye he to apno ke shakl me ate hai or apnepan ki nisaani aakno me deker chale jate hai……….birane se lagte hai se shaer or gaoon ab to raat bhe apni se lagti pata nahi kyu subha  sajan ki saheli se  lagti hai ……Aaj bhaut dino baad likhne baithe hai

     aaj bhaut dino baad koi paraya yaad aya hai kyuki apno ne aaj apnapan dekhaya hai
     kya kahe kisi ne kyu aisa kiya…….Mere to sapne bhe paraye se lagate hai kyuki    paraye he to apno ke shakl me ate hai or apnepan ki nisaani aakno me deker chale jate hai……….birane se lagte hai se shaer or gaoon ab to raat bhe apni se lagti pata nahi kyu subha  sajan ki saheli se  lagti hai ……Aaj bhaut dino baad likhne baithe hai

Friday, April 22, 2011

paraye


kahi koi khel jata hai paise ke pari per ab to mere jazbaato se bhe khela nahi jata….her kisi ko hai shok kathputli banane ka per ab to wo bhe humse bana nahi jata….jazbato ke samandar me beh nikle the hum socha tha ke tair jayeeg per ab to humse taira bhe nahi jata …dhoke huye hai zindgi me ab to apno per bhe yaken kiya nahi jata ….sab ate hai apni apni murad liye Per meri dua tak ko kubula nahi jata…kehte the sath chalege ab to unka naam bhe yaad nahi ata …

Karz


Aaj bhaut dino baad ek karz utra hai kisi ke bahane ye zikr nikla hai
Nahi kerte ab kisi or se pyaar kyuki jisko chaha wo kuch or nikla hai
Raste per la diya unhone humne or kehte the ki tumhare liye humne apne dil
me ek makam rakah hai …
jhoot sunte sunte thak gaye the hum isliye ajj saham humne such ke liye ek shama- ye- sham rekha hai….
Bhaut dino baad apni aukat phir mallom padi kisi ne dehleez per mera bhe naam bahar gudwa rekha hai ..
Sochte huye ye rat kat jati hai ki kya kahi khuda ne mera bhe koi jaha bana rekha hai?

Friday, March 25, 2011

same


Pata nahi kyu ajeeb sa khali pan hai koi wajah to nahi phir bhe intzaar adatan hai …rona ata hai  per ro nahi apte kyu aankho me ansu kam hai …sukh gaye hai  shayad …takiye ko gila kerna ye bhe kam hai .
Subah uthne ke bad or sone ke phele  ek he sawal kyu ajjeb sa khali pan hai..koi kyu nahi ata diye ki low ki taraha kya kisi ko pata nahi ki meri jindgi bhe khalipan hai…bhaut bhatke hai hum roujale ki firak me andhero se wasta hona kya kam hai…..koi mila you ke jaise ujalo ki mirgtrishna sa  ujalo ke liye bhatkna kya kam hai…


intezaar


Kahi kyu kerte hai itna intzaar ko koi rota hua chor jata hai paraya to nahi per apna he rulaya jata ….Acha hua jo paraye or apne ki paribhasha ban gaye warna soch me pade rehet ki humne kyu itna sataya jata hai ….Kyu nahi aker rehta in tanhaiyo me mere sath kyu meri tanhaye ko meri humsafar bataya jata hai….aaj he kyu intezar kerte hai hum unka jabki pata hai ki ab unki mehfil me mera naam tak liya nahi jata……kahi koi khel jata hai paise ke pari per ab to mere jazbaato se bhe khela nahi jata….her kisi ko hai shok kathputli banane ka per ab to wo bhe humse bana nahi jata….jazbato ke samandar me beh nikle the hum  socha tha ke tair jayeeg per ab to humse taira bhe nahi jata …dhoke huye hai zindgi me ab to apno per bhe yaken kiya nahi jata ….sab ate hai apni apni murad liye Per meri dua tak ko kubula nahi jata…kehte the sath chalege ab to unka naam bhe hume yaad nahi ata

Thursday, February 10, 2011

वो ये कह गए की आते
पर वो हमे भुला गए
हम उनकी याद में बैठे है
और वो आते है कह कर तहाके लगा गए
 कहते है प्यार का दस्तूर अलग है..सांसे कही लेते  है धड़कन कुछ और कहती है
जीते कही है और नाम किसी और का लेते है
डरते है कही ये नाम फजीहत न बन जाये तेरी
क्युकी मेरी दिल की वसीहत नाम है तेरी
एक बार चाह था महसूस करना तुमको
तुझे अपनी अंन्खो में महफूज़ रखना पर
तुमतो जानते थे  नहीं अत हमको मजनूँ पड़ना हमको.